AEY CHAND ZARA ZAMEEN PAR ANA
AAJ KI SHUB UN K GHAR KO JANA HAI
NAZUK SA DIL HAI UN KA
BARE PYAR SE UN KA DARWAZA KAHT KHATANA
YAD RAKHNA VO TM SE BHI ZYADA KHUBSURAT HAI
BAS PYAR SE ZARA UN KO CHOOM KAR AANA
POPUCHAY AGAR KOI ANAE KI WAJA,
TOU KISI CHOTI SE BAAT PAR ULJHANA
YAAD RAKHNA JADOO HAI UN KI BAATON MAI
VO LAKH ROOKAIN MAGAR TM LOT AANA
AEY CHAND KUCH DEAR ZAMEEEN PAR AANA