DUS BAHANE KARKE LAGAYE DIL!!
(1) Nazro ka milna,
(2) Sharmana,
(3) Gabrana,
(4) Thori si Hasna,
(5) Phone no dayna,
(6) Miss Call,
(7) Sms,
(8) Calls,
(9) Milna,
(10) Proposal....
RESULT : DUS BAHANE KARKE LAGAYE DIL!!By Uzzal
Kash Us Ko Na Ho Malum Adam ,,,
Kash Us Ko Na Ho Malum Adam ,,,
Wo Humha Zindagi Se Bhi pyaara Hai ! By Ruby Khan (Pak)
phool khusbun ke liye
phool khusbun ke liye,, pyar nibane ke liye,, aur ye sms apni yad dhilane ke liye By Shehzadi
Khushi se dil ko aabad karna.
Khushi se dil ko aabad karna...Aur gham ko dil se azad karna,Hamari bus itni gujarish hai ke hame bhi Din me ek baar YAAD karna...By Anila


Kal Shub Baltin main tumhara
Kal shub balti main tumhara aqas dekha, aur phir balti ko hala hala ke tumhara raks dekha.By Shama from Lahore
Kash tumhae chehre pe chicken pox ke daag
Kash tumhae chehre pe chicken pox ke daag hote, Kash tumhare chehre pe chicken pox ke daag hote, chand to tum ho hi sitaare bi saath hothe.By Shama from Lahore
kabi yoon be aa mari ankh
kabi yoon be aa mari ankh main kay mary nazar ko khabar na ho
mujay ak raat nawaz day magar ais kay bad sahar(suba) na hoBy Javed
ham say mohbatoon kee namaish na ho
ham say mohbatoon kee namaish na ho sakay gee
bas itna jantay hain kay tujay chatay hain hum By Javed
kin khaboon ki oranain than bhathi ho
kin khaboon ki oranain than bhathi ho
wo to her shub aisay kitnay khuab bunta hay.By Javed
dil ko bay chain sa kartee hain
dil ko bay chain sa kartee hain tumari ankhain
raat ko dair talak tum mujay socha na karo. By Javed
Tu hay suraj tujay kia malum
Tu hay suraj tujay kia malum raat ka dukh,tu kesee rose maray ghar main a utar sham kay bad. By Javed
shyaad fursat nahi hai ruthne
shyaad fursat nahi hai ruthne manane ki, Nigahe badal gai apne or begano ki, tum na chodna haath dosti ka, warna tamanna na rahegi dost banane ki. By AT
ji kia ha?
ji kia ha?kia chahiya?message parhana chahtay ho?gadhay yai message hi to hai.........By Hassan
Choti choti rat bhi lambi lagti hai,
Choti choti rat bhi lambi lagti hai,
Jab tumhari yaad hame satate hai,
Hum aaye ya na aaye tumhari yaado mai,
Par rehte ho tum hamesha hamare khayalo mai!!By UZZAL
Pyar main geernay par mujhe haath tu
Pyar main geernay par mujhe haath tu diya magar.....woh haath hi kia jis main sahara na hoo...By Umair Butt